5 Ways to EARN Online
hello friends aplogo ko pata to hoga ke online paisa to kamaya ja sakta hai par kese to dosto uske bhi bahot sare alaga alag tarike hote hai
dosto blog ko suru karne se pahle me apko bata du k koi bhi aesa online ya offline tarika nahi hai ki ap rato rat karodpati ya lakhpati ban jaye agar aesa hota hai to sirf lottari me hi hota hai na ke online ya offline me
agar ap aj earning start karte hai to ap ak ya do hapto me nahi par bahut sara time or apka effort lagega
agar ap mahenat karsakte ho to hi ap is field me aaye agar ap ise part time karna sahate he to hi ap is field me aaye agar ap aesa mane ge ki aj se hi meri full day earning start hogi to ap bilkull yaha pr na aaye
1 - Youtube
To dosto youtube se khafi sare log paisa kama rahe hai agar apka koi youtube channel hai or usme kafi sare subscriber jese k hajaro lakho hai to ap use video pe ane vali add se paise bhi kama sakte hai or vo paisa apko google adsense se milega or usme se ak hissa youtube rakhega or ak apko dega to youtube apne pass 45% rakhega or apko 55% dega to a tarika achha hai pr tabhi achha hai jab ke apka channel achha ho or bahut sare views ate ho tab hi ap thik thak se earning karsakte hai to ap is field me ana chahte ho to ap aa sakte ho but thoda sa time apko youtube pe dena padega tab hi ap earning kar sakte ho to a tha youtube se paisa kese kamaye.
2 - Affilate Marketing
Affilate marketing ak aesa platform hai jese ki Flipkart, Snapdeal, Amazone or sabhi online store jisme apko ak affilate program hota hai is me kya hota hai k ap kisi ko reffer karte ho jese ki dost ko ya gar me family me kisi ko k a mobile lena hai to a le lo agar vo apke link se kharidta hai to apko 2% ya 3% jitna kamisan miljata hai agar apke pass youtube channel hai ya facebook page hai to ap logo ko share krke vaha se bhi paisa kama sakte hai to is tara se ap affilate marketing se bhi paisa kama sakte ho.
3 - Fiverr.com
fiverr ak aesa platform hai jaha pr ap koi bhi service provide karsakte ho agar apko logo design karna website bana na or video editing or intro outro bhi bana sakte ho koi article likhna poster banana koi chart banana to agar ap koi bhi online kam hai or ap online apne client ko de sakte ho to ap fiverr pe jake apna account banaia or vaha pr jo minimum payment hota hai vo hai 5$ ka hota hai or uske bad ap apna profile create kijia or ap kya services de sakte ho vo usme add kr dijia or agar koibhi client aata hai or apko koi bhi work deta hai to ap use work ko complate kar ke usko de dije or fiverr usme se usaka comison kat ke apko de denga to ap is tara se fiverr.com se bhi online earning kar sakte he.
4 - Website & Blog
agar apke pass website hai to achha hai to ap apni website par add show karsakte hai or affilate marketing ki link share karsakte hai or aese bhi ap paisa kama sakte hai.
5 - Shortlinks
shortlinks kya hai dosto apko pata hoga bahot se user jab link post karte hai to link ko 6ota karke karte hai jese ki bit.ly normally jo website ka link hota hai vo bada hota hai agar ap bit.ly se karte ho to apko paisa nahi milega but ap agar adf.ly
& shorte.st is website se karenge to apko paisa milega to isme kya hota hai dosto ki is site link short karonge to user sabse pahle is link ko open karenga to sabse pahle add show hogi uske bad us website pr jayenga to use add show hone ke paise apko milenge.
http://easyviruskilling.com/how-to-remove-shorte-st-redirect-virus-shorte-st-removal/