Bicycle ride with friends

in GEMS4 years ago

Dosto kaise ho aap sabhi log mere khyaal se achhe hi honge. Aap apne dosto ke saath bike ride par to jaate hi honge. Main bhi jaata hoon apne dosto ke saath bike riding me aur udhar photo bhi leta hoon. Waise hum photography ke liye hi bike me idhar udhar ghumte hai. Lekin bachpan ki wo bate yaad kar ke aaj bhi achha lagta hai jab hum bicycle riding kiya karte they. Tabhi hum bachhe they bike nahi thi to hum bicycle par hi pura Guwahati ghuma karte they.

Ab to bhai cycle chalaane ka time hi nahi hai dosto ab cycle kaha chalaate hai. Bike me jaata hoon jyadatar aur cycle me kon pendal maarta rahe kon late se pahuche kahi bhi. Abhi to bas kaam hi kaam hai aur kuch hai nahi.

Aaj ki photography bachpan ki yaado ko taza karta hai mujhe umeed hai aap ko ye photography pasand aaya hoga. Ek cycle me hai aur baaki ke uske dost nadi ke kinaare anand le rahe hai.

EXIF INFORMATION

CameraNikon D3200
Shutter Speed1/1000 sec
Aperturef/5.6
ISO400
Post ProcessedAdobe Photoshop
LocationAssam

1.jpg

I tried some filter effects in this photo below you can see.

Let me know which filter you liked the most. Or any advice you want to give me then feel free to do it in the comment. I will wait for it.

1 (4).jpg

1 (3).jpg

1 (2).jpg

1 (1).jpg

1.jpg