Dosto kaise ho aap sabhi log, Umeed karta hoon aap sabhi log achhe honge. Khair aap logo mere se puchoge nahi isliye main khud hi bata du ki main achha nahi hoon. Vote hi nahi dete hai koi yaar kaha se achha rahunga lekin ek chij to sahi hai yaar logo ko meri photograph pasand aa rahi hai kayi log apne comment karne lage aur mujhe follow karne lage hai.
Un sabhi logo ka mere tahe dil se shukriya bhai log. Main aap ko apni aisi hi bahtreen photography share karta rahunga. Bas ek baar ye lock down puri tarah se khatam ho jaaye uske baad to main aur dusri dusri jaane ka socha hai hum sabhi photographer dosto ne plan banaya hai kahi jaane ka aur badhiya photo lene ka.
Mujhe umeed hai ki aap logo ko meri photography jarur pasand aayegi. Aaj main fisherman ki photography leke aaya hoon wo bhi black aur white rang me hai. Kaisa laga niche comment kar ke jarur batana.
EXIF INFORMATION
Camera | Nikon D3200 |
Shutter Speed | 1/250 sec |
Aperture | f/6.3 |
ISO | 200 |
Post Processed | Adobe Photoshop |
Location | Assam |
50%Congratulations, @anilkumar125469 Your Post Got Boost By @hiveupme Curator.
"Delegate To @hiveupme Curation Project & Earn 95% Curation Rewards"
Contact Us : CORE / VAULT Token Discord Channel or Join Us : UPMELINK Web Site