You are viewing a single comment's thread from:

RE: I Am Alive challenge Day-294 Engagement that always bring value in community..

in GEMS4 years ago

कोविद - १९ को कौन भूल सकता हे हर कोई इस बीमारी से लड़ रहता और आज भी लड़ रहा हे। पता नहीं यह लड़ाई कबतक लड़नी होगी। बोहत से लोगो की ला परवाहि से बोहत से लोगो को अभी तक इस बीमारी का सामना करना पड़ रहा हे। जैसे के हमारे देश के राजनेता और हमारी निकम मि सरकार की वजह से।

Sort:  

Rajniti to har jagah hoti hai bhai, lekin sabse jaruri baat hai ki ham apne liye kya kar sakte hain. Neta ko Janata ki fikra keval chunav ke samay hi hoti hai iske alava sab Apne swarth mein vyast ho jaate Hain.jaisa ki mere ek dost ne bataya tha ki Argentina mein sthit bahut badtar hai. keval ek percent logon ko vaccine ka teeka diya gaya hai . iska matlab yah hai ki agar puri jansankhya ko tikakaran Kiya jaega To 10 sal lag jaenge. Aise mein keval ek hi viklap nikalta hai ki ham apne aap ko surakshit rakhen aur niyamo ka palan Karen.