You are viewing a single comment's thread from:

RE: I Am Alive challenge Day-296 Celebration should be on the basis of our security first. Update 25th march 2021

in GEMS4 years ago

bhai mujhe To aisa Lagta hai ki aap ghar jakar ke mujhe bhul gaye.. Ghar per sabhi logon ko meri taraf se pranam kahana. Tyohar ka season chal raha hai aur taiyariya bhi joron per hongi. Kintu yad rakhna ki hamari suraksha Se badhkar aur kuchh Nahin hai. Waise to Dekha jaaye gaon mein sthiti abhi bhi niyantran mein hai. Isliye jyada baby hone ki jarurat Nahin hai fir bhi jyada Se jyada shatrak rahane ki jarurat hai taki Kisi bhi anhoni se bacha ja sake. Aapke pure parivar ko meri taraf se Holi ki shubhkamnaen.