Tere Karam ki kya baat Maula
Tere Haram ki kya baat Maula
Ta-Umar kar de aana Mukaddar
Allahu Akbar Allahu Akbar.....
Tere Karam ki kya baat Maula
Tere Haram ki kya baat Maula
Tere Karam ki kya baat Maula
Rabb Mujko bulayega Mein Kaabe ko dekhunga
Wo Din bhi to aayega Mein Kaabe ko dekhunga
Maula.............Maula.............Maula.......
Ramzan Mubarak mein Ho samne Kaabe ke
Iftar karayega Mein Kaabe ko dekhunga
Wo Din bhi to aayega Mein Kaabe ko dekhunga
Tere Haram ki kya baat Maula
Tere Karam ki kya baat Maula
Mayus nahin hun Mein Allah ki Rehmat se
Wo Hajj pe bulayega Mein Kaabe ko dekhunga
Wo Din bhi to aayega Mein Kaabe ko dekhunga
Maula.............Maula.............Maula.......
Kaabe pe padhi jab paheli nazar
Kya chiz hai Duniya bhul gaya
Yun hosho khirat mafluj huye
Dil zoke tamasha bhul gaya
Pahuncha jo Haram ki chokhat par
Ek Abre Karam ne gair liya
Baki na raha fir hosh Muje
Kya manga Kya Kya bhul gaya
Jab Paheli nazar Meri Us Kaabe pe jayegi
Dil Jhum sajayega Mein Kaabe ko dekhunga
Wo Din bhi to aayega Mein Kaabe ko dekhunga
Tere Haram ki kya baat Maula
Tere Karam ki kya baat Maula
In Saanson ke rukne se Aur Maut ke aane se
Wo pahel bulayega Mein Kaabe ko dekhunga
Wo Din bhi to aayega Mein Kaabe ko dekhunga
Rabb Mjko bulayega...
Maula.............Maula.............Maula.......
Mein Kaabe ki chadar ko Haton se pakad lunga
Dil Mera bharayega Mein Kaabe ko dekhunga
Wo Din bhi to aayega Mein Kaabe ko dekhunga
Rabb Mjko bulayega...
Tere Haram ki kya baat Maula
Tere Karam ki kya baat Maula
Betabi-e-Haale Dil Parwane se mat puchho
Jab lamha wo aayega Mein Kaabe ko dekhunga
Wo Din bhi to aayega Mein Kaabe ko dekhunga
Rabb Mjko bulayega...
Tere Haram ki kya baat Maula
Tere Karam ki kya baat Maula
Courtesy : internet source