❣️Maa 🤱👪👵👴baap k sath husn salook 🙂🙂🙂

in #parents6 years ago

❣️Maa 🤱👪👵👴baap k sath husn salook 🙂🙂🙂
❣️agar maa bap apni zaroort se olad k maal o saman me se koi cheez le lein tw khabardar khabardar hargiz hargiz bura na mannein na izhar e narazgi Karen bal k yeh samjhein main or Mera maal sab mery maa👵👴baap ka he Hai.
❣️maa 👵bagair Ghar sona Hai tw baap 👴k baghair zindagi.
❣️Dunya me sab se ziada doolat us k pas Hai jis ki maa👵zinda Hai.
❣️rulana har kisi ko aata Hai hasana bhi har kisi ko aata hai rula k Jo Mana lein woh baap👴 Hai or Jo rula k khud bhi ro pary woh maa👵 Hai
❣️muft me sirf maa baap👵👴 ka hi pyar milta hai os k bad dunya k har rishty k lye Koch na Koch chukana parta haii
❣️jab insan apny maa bap👵👴 k lye duaa krna choor deta Hai tw us ka rizq roook dya jata Hai
❣️sab se bura wqt woh hai jab tumhary gusse k khoof se tumhary waldain apni zaroort or nasihat bayan karna choor dein .
❣️ maa👵 na hugi tw wafa Kon kary ga Mamta ka haq aada kon kary ga ya RAB har ek ki maa ko sada salamat rakhna warna hamari Zindagi ki duaa Kon krygaaa
❣️maa bap👵👴 Zindagi k oss sitary ki trah hai Jin ki duaa ki roshni k aagy koi dukh ka andhera nhi tikta
❣️maa baap👵👴 ka pyar hamesha sachy hoty Hai hum kitny bhi bary hujae un k samny bchy huty Hain Ghar se niklo tw un ka deedar Kar k niklo mera manna Hai phir sary din bary achy huty Hai ...

Mery piyary behn Bhai yeh Hai hamry maa baap ka martaba kitna buland Hai or hum sab is martaby ko un ki ahmiyt ko bhool Chucky haiii 😔😔😔ham bhhol Chucky Hai jabhi tw maa or baap aj apny Ghar nhiii kisi foundation me milty Hai ek maa apny bety ko palti Hai or baap. Mehnat krta Hai apny olaad ko bara krta Hai parwarish krta Hai . K jab woh burhy hujae tw un ki olaad unhe sakoon dein par m n dekha hai bety apni maa Koo nikal dety Hai jha 3 4 Bhai hu whaaa ek ghr m maa or dusry Ghar m baap alg alg rehty haiii😭😭😭 Kia isiii din k lye olaad ko paidaaa kiaaa jab un k sakoon ka din Aya tw unhe alg kr dia jae alag alg beta rakein ya kisi foundation me bhej dein in ka khracha brdasht nhi huta Hai mery pyary behn bhaiyon us maa se pochooo jab woh roti hai😭😭😭😭 sakoon mangti Hai taras jati Hai apni olaad ko dekhny k lye Jo apni maao ko door choor aaty Hai ta k khud sakoon se rahein dekhein waha ja k kitni dard m huti haiii😭😭😭😭 sab se guzarish haiii👏👏👏👏 apny waldain ko sath rakhein un ka khyal rakhein ...unhe khush karein
Agr Meri post pasand ai hu tw plz like 👍kren or kuch ghalat kha hu tw dill se mazrat ..