pyar ka kia matlab buddu, aur players mai tu dikh raha hai paki catch nahi pakadh sakti waha par temp bht ziada hai humare bowlers jo reverse swing main ziada believe karte hai wo ho nahi raha hai itne garmi main tu kia kare waha par indian black magic main belive rakhte hai pata nahi kia kia pantri use karte hai kohli ko bahir kia kehte hai k iska luck perfect nahi hai pak k against dhoni smart kam lucky ziada hai tu third ko try karte hai ab aur wo sahi b jaraha hai
tum na shareef baccho k sath selfie le k tum shareef thodi na dekhoge
Aur rhi baat Sharif ki... Tumhare PM Sharif hokr bhi Sharif nhi the ... Hahaha
Posted using Partiko Android
30 hazar crore dollars kala dhand india ka bahir hai hamara tu serf tu 2000 crore bahir hai islye tu tabdeli aani hai ab..
Acha...
Posted using Partiko Android
Bhot jankari rkhti ho tum to... Journalist q nhi banti..
Posted using Partiko Android
kia kare sadyu se ek sath reh chuki hai
Kya
Posted using Partiko Android
kia kya matlab ab
Is aisa cup mein india-,pak mein bhot pyar dikh rha hai... Players mein bhi aur audience mein bhi... Aur steemit pr bhi
Posted using Partiko Android
pyar ka kia matlab buddu, aur players mai tu dikh raha hai paki catch nahi pakadh sakti waha par temp bht ziada hai humare bowlers jo reverse swing main ziada believe karte hai wo ho nahi raha hai itne garmi main tu kia kare waha par indian black magic main belive rakhte hai pata nahi kia kia pantri use karte hai kohli ko bahir kia kehte hai k iska luck perfect nahi hai pak k against dhoni smart kam lucky ziada hai tu third ko try karte hai ab aur wo sahi b jaraha hai
Kise sharif bnna hai.. main already sharif hu
Posted using Partiko Android