Mai (CHANAKYA) logon ki bhalai ki ichcha se arthhat lokhit k liye rajniti k us rahasyawale pachh ko bataunga jise kewal jan lene se hi admi khudko behtar tarike se samajh sakta hai,
Yah bhi sach hai k rajniti siddhant apnana utna jaruri nahi hai jitna un siddhanton k bare me janna aur samajhna jaruri hai, ki we siddhant hai kya aur unka parbhaw kya ho sakta hai! Isliye uske niti shastra ka palan karnewala byakti rajniti ka pandit ho sakta hai isliye aatmakalyan hi nahi jagkalyan k liye rajniti ko janna bahut jaruri hai..
Congratulations @thumama! You received a personal award!
You can view your badges on your Steem Board and compare to others on the Steem Ranking