You are viewing a single comment's thread from:

RE: Ecency waves Apr 19

in #waves8 months ago

भोग में रोग का, उच्च-कुल में पतन का, धन में राजा का, मान में अपमान का, बल में शत्रु का, रूप में बुढ़ापे का और शास्त्र में विवाद का डर है। भय रहित तो केवल वैराग्य ही है-- भगवान महावीर

Sort:  

Tabhi prabhu bhi kehte hain ki "jeelo bharpoor zindagi kartavya sab nibhakar, phir shunya mein hi mil Jana mujhko gale se lagakar" 😊🙏🏼

karma yog.......gyan yog ke purak hai....virodhi nhi hain....

Agar aap pati hain toh vairaagya se pahle aapko apni grahasti ko khushhaal banane ke bare mein sochna chahiye.

Agar aap bacche Hain toh aapko apn jeevan mein acche karmo ke sath apne badon ke aadar satkaar ko bhagwan ke aadar satkaar se pahle rakhna hota hai.

Prabhu 🙏🏼
Par insaan ki Joni mein janm lekar hum kuch kartavyon aur karmo mein bandhte hain. Jinka paalan karna bhagwan mein Milne se jyada jaruri hota hai.
Jaise ki agar aap pita hain toh vairaagya se pahle aapko apne bacchon ka khyaal rakhne ke bare mein sochna chahiye.

True.

lekin agar aap PITA nhi hain toh..shadi nahi kiye hai toh.....GRIHASTA bhi ek sanyas hai...agar sahi se jiya jaye....yahan janagal me jaane ki avashyakata nahi hai...aapke jeevan darshan kaisa hai uss par nirbhar karta hai.....aap grihasta hoke bhi waise jeevan jee sakte hai aur aapko koi bhrast nhi kar sakta...

🙏🙏🙏

Bilkul sahi kaha aapne.😊🙏🏼

🙏🙏🙏