Bhai ye rice pudding matlab Kheer. Am I right?
Kheer ke sath aam? ye sunne mein hi exciting lag raha hai :P kahan ki recipe hai ye?
You are viewing a single comment's thread from:
Bhai ye rice pudding matlab Kheer. Am I right?
Kheer ke sath aam? ye sunne mein hi exciting lag raha hai :P kahan ki recipe hai ye?
Ha Bhai ji kheer hi hai, bas aam ka slice kar ke saath me kha lijiye 🤗😀
Haan par Kahan ka tradition hai ye?
Maine recently dahi ke sath jalebi khayi aur mazaa aa gaya.
Na ye to Prasad hai bro, bas dish type lag raha hai, waise jilebi ko milk cream ke saath khaiye maja aajayega.
Waise Mai bhi dahi ke saath kabhi kabhi khata hu
Ye toh main jaldi hi try karunga, aam aur kheer sunke hi tasty lag raha hai.😋 Thank you bhai is prasaad ke liye!